Wo khud parasti au fir poochna mera
Ke akhir iss berukhi ka sabab kya hai
Daur-o-dastoor se rahun begaana
Main nahin jaanta adab kya hai
khatawar hun, mujhko jo chahe do saza
mat socho bamuujib deen-o-mazab kya hai
rahe jo iss husn ke aage be-sazda
wo sar bhi kat jaye to gazab kya hai
8 comments:
Guruji :)
keep 'em coming !
prabhu...ye pratibha apne antar me samahit kar aap kis disha me vileen ho gaye the...prathvi ke anekanek pradiyon ko apki in jwalant rachnaaon ki awashyakta hai...
apne hriday ke in udgaron ko is anter jaal (internet) ke maadhyam se samay samay par prastut kar humen apni gyaan dhara se avibhoot karen.....
Mirza Ghalib - In yoou he lives
y dun u drink more often buddy :)
man u r baloon of thoughts.....
leave the blossoms of ur lovely emotions here....
nice job..
nice work be.. :)
write always..
waah janaab waah...:)
aapke haathon mai to jaadu hai...
apne jazbaton ko kalam k sahare kagaz pe utar k aapne to kehar dha dia ;)
WAAH! U MAKE ME SPEECHLESS... HAR SHER LAAJAWAAB HAI...:)
Behetareen janaab! Bahut umdah likhte hein aap. Antim sher Ghalib ke us sher ki yaad dilaata hai
"Hua jab gham se yoon be-his to darr kya sar ke katne ka
Na hota gar juda tan se to zaanon par dhara hota"
Post a Comment